Ye kahani hai 2 tharki ladko ki, jo khud ko bahut bada playboy samajhte hain....Dono hamesha sirf ladkiyon ko istemal hi karna chahte hain...Musibat tab shuru hoti hai jo dono ek dusre se shart laga lete hain or ek dusre ki girlfriend ko 1 hi samay par ghar me bula lete hai ...Uske baad shuru hota hai asli hungama...